Dua / Supplication / Prayer-Roman, For Womens, Urdu Translation In Roman Script
Aao Namaz Padhein-Ladkiyon ke Liye (Urdu Translation in Roman Script)
Compare₹100.00 ₹120.00
Pages : 80
Namaaz islam ka Bahut ehem rukn aur Allah SWT se Ta’aluk qayam karne ka sabab hai. Namaaz ko Mohammad SAW ne jannat mein jaane ki zamaanat aur apni aankhon ki thandak bataya hai. namaaz kisi halat mein bhi maaf nahi hai, Garmi ya sardi, bimaari ya sehat, safar mein, aman mein ya jung mein bhi ye fardh adaa karna lazim hai. Mohammad SAW ne farmaya, “Qayamat ke roz bande se sab se pehla sawaal Namaaz ka hoga. Agar woh theek rahi toh woh kamyaab ho gya, aur agar wo kharaab nikli toh woh nakaam aur namurad raha.”
Dimensions | 21 cm |
---|
Based on 0 reviews
Only logged in customers who have purchased this product may leave a review.
There are no reviews yet.